is shant mausam mein kabhi,
jab unka khayal ata hai.
bhool ke sab bandhan,
dil joro se dhadak jata hai.
yun to khamoshi ka alam chaya,
unke zikra se aj fir dil khilkhilaya.
kaid rakha tha jin khwabon ko kabse,
aaj unhe khule asmaan mein hai udaya.
un haseen lamho ko jb aj yad kiya karte hain,
dil ko gudgudate huye fir ankhein nam kiya karte hain.
is shant mausam mein kabhi........
jab unka khayal ata hai.
bhool ke sab bandhan,
dil joro se dhadak jata hai.
yun to khamoshi ka alam chaya,
unke zikra se aj fir dil khilkhilaya.
kaid rakha tha jin khwabon ko kabse,
aaj unhe khule asmaan mein hai udaya.
un haseen lamho ko jb aj yad kiya karte hain,
dil ko gudgudate huye fir ankhein nam kiya karte hain.
is shant mausam mein kabhi........